Diya

Mati ki madhai se , roshni ka aasra banaya.
niyon ki chakachondh ne , ghar k chulhe ko thanda banaya!
aate mil ki puk puk aaj v sunayi deti hai..
us jamane k bachhe ab sahab hua karte hai..
kab unki aatma dolegi,, kab mati ka shringar hoga;
kab humare chulhe me lau aayegi,,aur kab aasre ka didar hoga!


Comments

Popular Posts