wo rat alag thi, behosh hum hue.
usne chua aisa , madhosh hum hue.
kafi lamba chala wo karwa,koi hosh na rha.
sari dahlize langh di, koi afsos na rha.
kafi dard saha maine , aah ka bayan na rha.
shiddat aaj v hai us had tak jane ki,
lekin ab wo pyar na rha!
Comments
Post a Comment