Pura chand
Roj roj pura chand dikhe Jab ye mumkin nahi To khushiyan bhi kha roj milengi Kishto ki chandni aur kishto ki khushiyan Yahi to jindagi hai Mumkin tha , wo har roj dikhe Mumkin tha, mai na dekh pau Lekin dil se bda jalim kaun Meri mohabbat hi jitni chahiye Usko to chand bna diya Ab mja aata hai iljam lagane me Sach to ye hai ki ik rat ki chandni me nha k Puri jindagi kat lenge Lekin dil ko kaun samjhaye Na kishto ka chand chahiye na hi kishto ki khushiyan Hum khush hai apni nasamjh ki bewafai me Roj roj pura chand dikhe Ye bhi to mumkin nahi









